I guess the himesh reshamiyaa nasal high-pitched sound phenomenon didn't happen out of the blue. In fact, the stage has been slowly set by host of pakistani sufi-pop performers:
nusrat fak -> strings (..,dhani) -> fuzon (saagar) -> jal (aadat) (only counting the main ones)
and bollywood has closely followed the movement:
kailash kher (wbhh,swades) -> rahat fak (paap, kalyug) -> himesh reshamiya
In fact, all of nfak, strings, fuzon and jal have performed in one more bollywood movies, e.g., strings: zinda, jal: kalyug, and perhaps more to follow.
can't get enuf of this song (movie: kalyug, band: jal, orig album: aadat):
naa jaane kab se
ummeeden kooch baaki hain
mujhe fir bhi teri yaad
kyuun aati hai
na jaane kab se
door jitna bhi tum mujhse, paas tere main
ho ab to aadat si hai mujhko aise jeene mein
zindagi se koi shikwaa bhi nahi hai
ho ab to zinda hoon main is neele aasmaan mein
?? jaisi hai teri badhti jaaye
aahat aisi hai ye teri mujhko sataaye
yaadi gehri hain itni dil doob jaaye
aur aankhon mein ye gam nam ban jaaye
he he.. oo..
ho ab to aadat si..
he e ..
sabhi raatein hain..sabhi baatein hain
bhula do unhe..mitaa do unhe..
aa aa aaa..
ho ab to aadat si..
No comments:
Post a Comment