Sunday, November 20, 2005

ghulam ali - akhtar shirani - golden collection

Woh kabhi mil jaaye to kya kijiye
Raat din surat ko dekha kijiye.

Chandni raaton mein ek ek phool ko
Bekhudi kehti hai sajda kijiye.

Jo tamanna-bar na aaye umr bhar
Umr bhar uski tamanna kijiye.

Ishq ki rangeeniyon mein doob kar
Chandni raaton mein roya kijiye.

Hum hi uske ishq ke qaabil na the
Kyon kisi zaalim kaa shikwa kijiye.

Tuesday, November 15, 2005

confused abt sexuality

I love articles like this one. it comes out quite clear that we are still as confused abt the nature of sexuality as we've always been. the thing has been avoided, multiple theories propounded, some advocating complete abstinence vs some advocating complete sluttiness. a horrible uncertainty shadowing our existence n we're completely helpless before it. its almost the dual of the notion of god. still, experimental theories continue to be made - i guess there's still hope that some theory wud explain all of it somehow.

Saturday, November 12, 2005

aur ik raat

aur ik raat suhaani si,
gayi wo jo thi, kahaani meethi si.

khaab tha shaayad, khaab hi hoga.

almost a month since the last post. horrribaleese. khair, tons of things have changed, par wo geet/ghazal goonjta raha.

guncha koi, mere naam kar diya,
saaki ne, fir se mera, jaam bhar diya.

tum jaisa koi nahi, is jahaan mein.
subha ko teri zulf ne, shaam kar diya.

mehfil mein baar baar, idhar, dekha kiye.
aankhon ke jazeeron ko mere, naam kar diya.

..
wo jo humse keh na sake, dil ne keh diya.


mohit chauhan, main meri patni aur woh. dying to watch the movie.